Events & Webinars — poore India se
ICAI ke CPE webinar, GST aur Income Tax seminar, startup aur MSME events, export aur funding programme. Har event par date, time, fee, CPE hours aur organiser ka seedha registration link. Roz subah apne aap update hota hai, aur purane events khud hat jaate hain.
Roz subah update · CA, CS, CMA aur business owners ke liye alag filter · Organiser ka official link
Aane wale events
Load ho raha hai…
Events ki jaankari organisers ki official websites aur announcements se li jaati hai. CGA in events ki organiser nahi hai (jab tak "CGA Event" na likha ho). Jaane ya fee bharne se pehle organiser ke link par date, time aur fee zaroor check kar lijiye; badlav ki zimmedari organiser ki hai.
Free listing
ICAI / ICSI / ICMAI branch, chamber, association, college ya CA firm: tax, GST, company law, startup, MSME ya export par aapka event hai to yahan bhejiye. Team organiser se baat karke check karti hai, phir event page par aa jata hai.
Yeh page kaise banta hai
ICAI ke webinars aur committee events, aur chambers, ICSI, DGFT, MSME aur startup events ki announcements.
Tax, GST, audit, company law, startup, MSME aur export. Student aur career programme bahar.
Team check karke approve karti hai, tabhi page par aate hain.
Event ki date nikalte hi wo page se hat jata hai.
Aur bhi
Naya GST rule, Income Tax badlav, startup funding ya MSME scheme: CGA ki CA, CS aur Advocate team batayegi ki aapke case mein kya karna hai.