CGA Notice Cover · 12 mahine
Ek saalana fixed fee. Plan ke 12 mahine mein aaya income tax (aur business plan mein GST) ka notice: samajhna, reply banana, portal par file karna aur hearing. Sab CGA ki CA aur Advocate team karegi.
Ye professional service retainer hai, insurance nahi
Plans
₹1,49912 mahine · GST sahit · 1 PAN
₹4,99912 mahine · GST sahit · 1 PAN + 1 GSTIN
Payment ke baad 1 working day mein team call karke PAN / GSTIN aur portal access ki details legi. Cover payment ki tareekh se 12 mahine tak chalega.
Nahi. Ye CGA ki professional service ka saalana fixed-fee plan (retainer) hai. Isme koi tax, penalty ya demand ki raqam cover nahi hoti; sirf notice handle karne ki professional fees cover hoti hai.
To bahut achha. Plan ke saath aap saal bhar CGA se tax sawal pooch sakte hain aur AIS mismatch check karwa sakte hain, taaki notice ka risk kam rahe.
Haan. Plan aapke PAN ke notices cover karta hai, chahe return kisi ne bhi file kiya ho. Bas notice plan lene ke baad aaya ho.
Extra notice par CGA ki normal fixed fee mein 25% chhoot milegi.
Plan lene ke 7 din ke andar, agar koi notice handle nahi hua hai, to poora paisa wapas. Baaki ke liye refund policy dekhiye.
Pehle se aaye notice ke liye plan nahi, seedha fixed-fee reply lijiye. Notice Decoder se turant samjhiye ki notice kya keh raha hai.